|
|
|
![]() Hai Junoon Chanteur: K.K. Paroles: Sandeep Srivastava, Junaid Wasi Na… nan nan na na na Nan nan na na na Nan nan na naaaa… Naa… nan nan na na na Nan nan na na na Nan nan na naaaa… Yaaro jee bhar ke jee le pal Lagta hai aaj kal Daur apna aayega Yaaro jo khud pe ho yakeen Toh zindagi haseen Tujhe kal bulayega Yaaro jee bhar ke jee le pal Lagta hai aaj kal Daur apna aayega Yaaro jo khud pe ho yakeen Toh zindagi haseen Tujhe kal bulayega (Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon sa jeene mein (Hai junoon sa jeene mein) Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon sa seene mein ) - 2 Na… nan nan na na na Nan nan na na na Nan nan na naaaa… Kahin jaise koi dhun baje Raahon mein dekho hai manzil saje saare Hum hi hum jahan mein har jagah Sapne Sajane ki humko mili vajeh Kahin (kahin) jaise koi (koi) dhun baje (hoo..) Raahon mein dekho hai manzil saje saare Hum hi (hum hi) hum jahan mein (harrr) jagah Sapne Sajane ki humko mili vajeh Yeh agar jo sach nahi To sach bhala hai kya Yaaron !!!! Apne hisab se Dil ki kitab pe Kuch to naya likho Yaaron ! Anjano ki fikar Na karti yeh umar Phir kyun bhala daroo Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon sa jeene mein (Hai junoon sa jeene mein) Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon sa seene mein Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon oooooonnnnn Kabhi jo milenge raaste Pal mein hi chamkegi hasi purani toh Kaho kya kahoge phir hamey Kaise chupaoge nami yeh palko ki Kabhi (kabhi) jo milenge (milenge) raaste Pal mein hi chamkegi hasi purani toh Kaho (kaho) kya kahoge (phirrr) hamey Kaise chupaoge nami yeh palko ki Yeh bata hai kya hua Hua hai kyon bataaa…. Yaroon !! Jee bhar ke jee le pal Lagta hai aaj kal Daur apna aayega Yaaro jo khud pe ho yakeen Toh zindagi haseen Tujhe kal bulayega Yaaro Jo khud pe ho yakeen Toh zindagi haseen Tujhe kal bulayega (Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon sa jeene mein (Hai junoon sa jeene mein) Hai junoon oooooonnnnn Hai junoon sa seene mein ) - 2 Hai junoonn…. ![]() Mere Sang Chanteur: Sunidhi Chauhan Paroles: Sandeep Srivastava, Junaid Wasi Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… Ohhu ohhhhhoooohh… How can I love you more? Ohhuu ohhhhhooohhh How can I love you more? (Mere sang toh chal zara Kyun dhike dara dara) — 2 Chal tujhko aa chupalon Apni main bahoon mein Chal khwaab kuch sajaa dun Teri in nigahon mein (Mein jo sang hun Tere rang hun Raho se teri chun lu mein khwaab Har lamha yu guzare Ke kehana na chahe pyaar) — 2 Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… Ohhu ohhhhhoooohh… How can I love you more? Ohhuu ohhhhhooohhh How can I love you more? How can I love you more? Haske zara saath teri hassi se mile kal ho hassi Bas itna chahon mein is zindagi se zyaada kuch nahin Haske zara saath teri hassi se mile kal ho hassi Bas itna chahon mein is zindagi se zyaada kuch nahin Mein jo sang hun Tere rang hun Raho se teri chun lu mein khwaab Har lamha yu guzare Ke kehana na chahe pyaar Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… (Rukna na rahon mein rokey agar kal tujhe parchaiyan Sang tere mein bhi hun tanha nahi hai teri tanhayian ) -2 Mein jo sang hun Tere rang hun Raho se teri chun lu mein khwaab Har lamha yu guzare Ke kehana na chahe pyaar (Mere sang toh chal zara Kyun dhike dara dara) — 2 Chal tujhko aa chupalon Apni main bahoon mein Chal khwaab kuch sajaa dun Teri in nigahon mein (Mein jo sang hun Tere rang hun Raho se teri chun lu mein khwaab Har lamha yu guzare Ke kehana na chahe pyaar) — 2 Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… Hum huma hey yaa… Hum huma hey yaaa… How can I love you more??? Ohhhuuu ohhhhhoooohhhh ![]() Tune Jo Na Kaha Chanteur: Mohit Chauhan Paroles: Sandeep Srivastava, Junaid Wasi (Mmmmmmm….mmmmmm…) 4 Tune jo na kaha, mein woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Mmmm mmm mmmmmm… mmm mmmm Tune jo na kaha, mein woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is shehar mein na apna tikana raha Durr chahat se mein apni chalta raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Gar woh pehle se hai zyaada, khud se phir yeh kiya wada Khamosh nazrein rahe bezuban Hmmmm…mmm…mmmm…. Apno phele si baatein hai, bolo tho lab thar tharatein hai Raaz yeh dil ka, na ho bayaan Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi Humsafar mein tho hai humsafar hai nayi Durr jatha raha, paas aatha raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Hmmm…mmm…mmmmm… Aaya woh phir nazar aise, baat chidne lagi phir se Aankho mein chubtha kal ka dhuwaa Mmmm..mmm…mmm… Hal tera na hum sa hi, is khushi mein kyun gham sa hi Basne laga kuyn phir woh jahan Woh jahan dur jisse gaye te nikal Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehal Lamha beeta huwa, dil dhukata raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Tune jo na kaha, mein woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is shehar mein na apna tikana raha Durr chahat se mein apni chalta raha Bhuj gayi aag thi, dhaag jalta raha ![]() Aye Saaye Mere Chanteur: Pankaj Awasthi Paroles: Sandeep Srivastava, Junaid Wasi Aaaaaaaaaaa… [Aaa aa jaa aye saaye mere, Aaa aa jaa kahin aur chale, Har soch hai ek band gali, Har dil mein yahan taale pade] -2 times Gar mumkin ho baat mein apna naam mita doon, Bas ban jaun insaan, main har pechaan mita doon, Jab barse pehli baarish, sabke ghar barse, Bass pooche yeh insaan ki apna naam bata tu, [Maathe pe sab hi ke likh de, Haathon pe sab hi ke likh de, Zyada naa koi naa kam ho, ek naam sab hi ka rakh de]- 2 times Ek naam sab hi ka rakh de, ek naam sab hi ko bass de, Aaa aa jaa aye saaye mere, Aaa aa jaa kahin aur chale, Har soch hai ek band gali, Har dil mein yahan taale pade… [Is ek zameen ke yaar tu itne tukde naa kar, Jab ho saare insaan fark phir unmein naa kar] – 2 times Jitna chahe unss mohabbat apno se rakh, Nafrat to tu yaar magar yu mujhse naa kar, [Shaklon ko sab hi ki rang de, Jismo ko sab hi ke rang de, Kaala naa koi ho gora, ek rang sab hi ko rang de]- 2 times Ek rang sab hi ko rang de, ek rang sab hi ko bass de.. Hoooo…hoooooo… Hoooo…hooooo… [Aaa aa jaa aye saaye mere, Aaa aa jaa kahin aur chale, Har soch hai ek band gali, Har dil mein yahan taale pade]- 2 times Aaaaaaa…Aaaaaa…. ![]() Sam's Theme Chanteur: Caralisa Monteiro Paroles: |




























