|
|
|
![]() Gumm Summ Gumm Chanteur: Bhavatharani Paroles: Swanand Kirkire (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) aankhon se chhalake hai ghum ghum, honto se muskaan gum ruthe kyun ruthe ho hardam, keh do kya bachche ho tum (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) hum inako samjhaaye kaise, jine ke lamhe hai kam iss pal ki kimat badi hai, iss pal ko kar lo jatan maathe pe silwat ka gehana, har chehare ne kyun hai pehana haaye kyun bhaaye hai inako chinta ki nadiya mein behana has do na, has do na aao na dhdkan ke lete gaao na tum dhumpichak dhum (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) hum inako batlaaye kaise jute hai inake abb hum main main main main main na karana, todo na saare bharam ambar se barase jo baadal, chhaate mein kya chhupake rehana haathon mein haathon ko thaamein dukh sukh ki bundon ko sehana has do na, has do na aao na dhdkan ke lete gaao na tum dhumpichak dhum (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) aankhon se chhalake hai ghum ghum, honto se muskaan gum ruthe kyun ruthe ho hardam, keh do kya bachche ho tum (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) (gum sum gum gum sum ho kyun tum gum sum gum ghum kyun ho tum) ![]() ![]() ![]() Gali Mudhi Ittefaq Se Chanteur: Shaan Paroles: Swanand Kirkire Mudi mudi kahaan kahaan kahaan woh gali mudi itefaq se judi judi kyun nahi woh judi judi itefaq se ghadi ghadi kyun woh kyun udi na judi ghadi ghadi kyun udi mudi mudi kyun woh ladi ladi na judi mudi, mudi mudi kyun mudi kyun udi mudi na judi itefaq se mudi mudi kahaan kahaan kahaan woh gali mudi itefaq se judi judi kyun nahi woh judi udi udi itefaq se kyun main muda tha, kyun main na juda kyun main lada tha, kyun main na uda dhala hila chala kyun main chala dhala hila chala kaisa sila uda uda lada kyun na juda lada uda muda kyun main khada kyun uda kyun lada kyun khada main kyun hila kyun dhala na khila main kyun juda lada khada itefaaq se mudi mudi kahaan kahaan kahaan woh gali mudi itefaq se judi judi kyun nahi woh judi udi udi itefaq se ![]() Halke Se Bole Chanteur: Divers, Chorus Paroles: Swanand Kirkire Halke se bole kal ke najaare aankhon se sun, kal ki dhun, sun sun sun kal ko tu chun chun jahaan naya yahaan halke se bole kal ke najaare halke se bole kal ke najaare aankhon se sun, kal ki dhun, sun sun kal ko tu chun chun, jahaan naya yahaan halke se bole kal ke najaare halke se bole kal ke najaare ![]() Hichki Hichki Chanteur: Sunidhi Chauhan Paroles: Swanand Kirkire Hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichak hichaki ka aana jaana, sisak sisaki ka taana baana kisi ki hichaki hai, kisi ki sisaki hai siskiyon ki bhid mein tu kho na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana hichak hichaki hichak hichaki jo hai pata woh na bata, raaj chhupaane mein hai sachcha maja hichak hichaki hichak hichaki kehana hai jo keh do ke na baatein banaane ko hai kuchh na bacha hichak hichaki hichak hichaki hasati hoon main kyun ki maine kabhi kuchh na kahaan baaton hi main baaton se tu baaton ko na badha honto ki baatein kabhi honto se jaaye nahi honto pe rehane do na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichak hichaki hichak hichaki jaane do na jine do na, jine se roko nahi jaane do na hichak hichaki hichak hichaki jaane na woh jaanega toh jiyega aise jaise koyi saja hichak hichaki hichak hichaki hasata hai woh kyun ki tune abhi kuchh na kahaan baatoh hi main baaton se tu baaton ko na badha honto ki baatein kabhi honto se jaaye nahi honto pe rehane do na jaan hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana khaabon ki gali mein tu yaad ban ke kho na jaana hichak hichaki ka aana jaana, sisak sisaki ka taana baana kisi ki hichaki hai, kisi ki sisaki hai siskiyon ki bhid mein tu kho na jaana hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana ![]() Mere Paa Chanteur: Amitabh Bachhan Paroles: Swadanan Kirkire Meri jaan teri hai mere paa Ab meri maa teri hai mere paa Meri maa teri hai mere paa Ab meri jaan teri hai mere paa Maano meri baat Naa kabhi milegi laat Jaise ho halaat hogi tere saath Meri jaan meri maa mere paa Lyricsmasti.com Meri jaan teri hai mere paa Ab meri maa teri hai mere Paa Dikhne mein jhansi ki raani hai paa Sachchi mein meri maa darpok hai paa Sabka dar chukti mein bhagaati hai paa PAr sachchi mein thoda sa ghabrati hai paa Raat ko soti hai Batti na bujhaati hai ( Full Light On) Picture mein bhoot dikhe Aankein band karti hai Khush hoon mein tu Uske sath hai paa Meri jaan teri hai Mere Paa AB Meri Maa Teri Hai Mere Paa Dikhne mein thodi se udaas Hai paa Sachchi mein meri maa Bindaas hai paa Ziddi hai gussey ki khaas Hai paa Lyricsmasti.com Chutki mein pighlegi tu chup jo rahaa Chilaane wo lage Sar ko hilana { just take your head no} Har baat hai usski sahi Ye hi Jatlana Jaaayeegi thoda sa muskhagi paa Meri Jaan Teri hai mere paa Ab Meri Maa Teri hai mere Paa ![]() Mudhi Mudhi Ittefaq Se Chanteur: Shilpa Rao Paroles: Swadanan Kirkire Mudi mudi kahaan kahaan, kahaan main mudi mudi ittefaaq se judi judi jahaan kahaan, kahaan main judi judi ittefaaq se ghadi ghadi kyun main kyun udi main udi kyun, ghadi ghadi kyun udi judi judi kyun main kyun udi main udi, judi judi kyun udi kyun udi mudi thi judi ittefaaq se mudi mudi kahaan kahaan, kahaan main mudi mudi ittefaaq se judi judi jahaan kahaan, kahaan main judi judi ittefaaq se khuli khuli main chali chali main khili khili ittefaaq se gali gali main chali chali main mili mili ittefaaq se khuli khuli main chali chali main khili khili ittefaaq se gali gali main chali chali main mili mili ittefaaq se udi udi na ladi ladi main ghadi ghadi judi judi udi judi judi na mudi mudi main ghadi ghadi khadi khadi udi kyun mili kyun khilikyun chali main kyun udi kyun mudi kyun judi main kyun mili judi main udi ittefaaq se mudi mudi kahaan kahaan, kahaan main mudi mudi ittefaaq se judi judi jahaan kahaan, kahaan main judi judi ittefaaq se ghadi ghadi kyun main kyun udi main udi kyun, ghadi ghadi kyun udi judi judi kyun main kyun udi main udi, judi judi kyun udi kyun udi mudi thi judi ittefaaq se mudi mudi kahaan kahaan, kahaan main mudi mudi ittefaaq se judi judi jahaan kahaan, kahaan main judi judi ittefaaq se ![]() ![]() ![]() Udhi Udhi Ittefaq Se Chanteur: Shilpa Rao Paroles: Swadanan Kirkire Udi udi haan udi main phir udi udi ittefaaq se judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se ghadi ghadi main udi udi main udi ghadi ghadi phir udi judi judi main judi ghadi main ghadi, ghadi ghadi main phir judi haan judi udi hoon main ittefaaq se udi udi haan udi main phir udi ittefaaq se judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se khula khula sa khila khila sa mila koyi ittefaaq se jara jara sa khila khila sa pala koyi ittefaaq se udi udi main ghadi ghadi main khadi khadi, judi judi udi udi udi main ghadi ghadi main khadi khadi, judi judi udi woh mila main khili phir chali main woh uda main udi phir judi main haan mili judi main udi ittefaaq se udi udi haan udi main phir udi ittefaaq se judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se ghadi ghadi main udi udi main udi ghadi ghadi phir udi judi judi main judi, ghadi main ghadi, ghadi ghadi main phir judi haan judi udi hoon main ittefaaq se udi udi haan udi main phir udi ittefaaq se judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se
|






























